Mujhme tujhko mila tha jo sukoon
Le gayi kyun mujhse chehre ka noor
Mujhme tujhko mila tha jo sukoon
Le gayi kyun mujhse chehre ka noor
Choti tasveer teri isse kahan main rakhun
Cheena tune mujhse kyun mera sukoon
Kaash yeh hota nahi hota alag
Kaash main khota nahi teri dhadak
Paas tu mere to kya sahi galt
Khaas tu meri meri thi jab
Kaash yeh hota nahi hota alag
Kaash main khota nahi teri dhadak
Taas ke patto se bikhre bikhre hum
Jud naa sake mudd na sake
Mujhme tujhko mila tha jo sukoon
Le gayi kyun mujhse chehre ka noor
Mujhme tujhko mila tha jo sukoon
Le gayi kyun mujhse chehre ka noor
Choti tasveer teri isse kahan main rakhun
Cheena tune mujhse kyun mera sukoon
Socha na tha pehle kabhi
Ki mera wajood tha teri wajah
Socha na tha pehle kabhi
Ik bhi dafa..
Ki mujhme tujhko mila tha jo sukoon
Le gayi kyun mujhse chehre ka noor
Mujhme tujhko mila tha jo sukoon
Le gayi kyun mujhse chehre ka noor
Choti tasveer teri isse kahan main rakhun
Cheena tune mujhse kyun mera sukoon
0 Comments