Singer | KING |
Music | Devmusic |
Song Writer | King , Jaz & Asap |
KOO KOO LYRICS
Raatein huyi rangeen
Haule jhoome meri soul
I say woo huye paune 2
Mausam badla tab
Jab sooraj dhal ke
Taare kare glow
I know
Baby tujhe chahiye mera sath
Aur gehdi lage woh bhi slow slow
No no no
Loki rehne do
Nazrein churao na
Aankhon ko kehne do
Kehne ko bohat kuchh lagun tich
Bande sick maare hit
Baby photo bhi khichwa rahi
Jaa rahi sath click click
Maare shows chhaape note
Number one on the board
Koyi ghamand nahi pala
Bhale kaam top notch
Yaari rakhi on the top
Party baje nonstop
Champagne pop it up
Haseen huyi chali raatein
To phir unmein kaisa khauf
Hum lootein poori mauj
Beasar thi kharoch
Yeh jungle hai cheete
Shikaar ka bhi shauk
Karo bounce bounce bounce
Mere sath mein
Main jeetun dil jab
Kalam pakdun hath mein
Aaj dark skin munda kare glow
Hai seena chauda
Zindagi mein jiyein shan se
Na na na na
Kabhi nazarein jhukaun na
Bas yehi hai usool
Hai unko bhi pyar jo gaye mujhe bhool
Bhund marate yeh peechhe
Aage bante hain cool
Loki karde aan gallan appa karde aan rule
Oh my god
Bade checks badi soch
Munde roz le rahe mauj
Poora josh nahi hosh
High class mere flows
Jinne bhi the tez mere aage
Aaj saare huye slow slow slow
Oh no
Jahan pair dhare shor bande aam nahi
Ek ke baad ek hit halka kaam nahi
Nahi main feel main hoon
Karo pareshan nahi
Hit hoon main pehle se
Bas abhi mera naan nahi
Karaan main fly high
Par pair rakhan thalle
Duniya di feel laine
Raaja baitha kalle
Jo waqt palte jaani
Sher ka woh baccha na to
Munh to hai mufat
Kuchh to bolenge hi dalle
Aafat macha di maine
Zamane se poochh lo aur
Peechhe koyi hath mere
Aisi koyi baat nahi hai
Akele nikla tha main
Ghar se ek sapna leke
Aaj koyi aisa nahi
Jo khada mere sath nahi hai
Kings clan flow!
Shawty get low!
Industry khichan mere latte kehndi
Aiddan na karo no no no
Raja jaane do
Yeh ladke hain humare
Inhein gaana gaane do
Aye kar diya bounce
Lo bhar diya maine account
Lo aa rahi phir se album ek
Aur kar do sab mein announce
Jaise aasman zameen ka mile chhor nahi
Waise yaar ka tere bhi koyi tod nahi
0 Comments