Ticker

3/recent/ticker-posts

Barbaadiyan Lyrics - Sachin & Jigar | Shiddat

BARBAADIYAN LYRICS is a New Hindi Song sung by Sachet Tandon, Nikhita Gandhi, Madhubanti Bagchi & Sachin - Jigar. Barbaadiyan Lyrics written by Priya Saraiya. Music is given by Sachin - Jigar.

Barbaadiyan Lyrics - Sachin & Jigar | Shiddat

Singer  Sachet Tandon, Nikhita Gandhi, Madhubanti Bagchi &                 Sachin - Jigar

Music  Sachin - Jigar

Lyrics  Priya Saraiya


Barbaadiyan Lyrics

Na koyi lakeerein na dayre

Ishq mein hahd hoti nahi

Itna behadh hota hai ke

Yeh fitoori ghat’ti nahi

 

Na koyi lakeerein na dayre

Ishq mein hahd hoti nahi

Itna behadh hota hai ke

Yeh fitoori ghat’ti nahi

 

Ho jaana hai ik baar

Teri rooh ke paar

Main to reh ke kinare pe thakeya

 

Ho tera chadheya khumar

Tere bin mere yaar

Is jag mein nahi kuchh rakheya

 

Barbaadiyan tumse hi hain

Aabaadiyaan tumse hi hain

Ab kya galat aur kya sahi

Jab roohdaariyaan tumse hi hain

 

Barbaadiyan tumse hi hain

Aabaadiyaan tumse hi hain

Ab kya galat aur kya sahi

Jab roohdaariyaan tumse hi hain

 

Madhoshiyaan hain madhoshiyaan

In nigaahon mein teri hain madhoshiyaan

Doob jaaneyan aise doob jaaneyan

Phir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan

 

Madhoshiyaan hain madhoshiyaan

In nigaahon mein teri hain madhoshiyaan

Doob jaaneyan aise doob jaaneyan

Phir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan

 

Ho kaisi lagan hai yaar

Lagi jo iss baar

Raati din bas naam tera rateya

 

Ho tera chadheya khumar

Tere bin mere yaar

Is jag mein nahi kuchh rakheya

 

Barbaadiyan tumse hi hain

Aabaadiyaan tumse hi hain

Ab kya galat aur kya sahi

Jab roohdaariyaan tumse hi hain

 

Barbaadiyan tumse hi hain

Aabaadiyaan tumse hi hain

Ab kya galat aur kya sahi

Jab roohdaariyaan tumse hi hain

 

Madhoshiyaan hain madhoshiyaan

In nigaahon mein teri hain madhoshiyaan

Doob jaaneyan aise doob jaaneyan

Phir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan

 

Madhoshiyaan hain madhoshiyaan

In nigaahon mein teri hain madhoshiyaan

Doob jaaneyan aise doob jaaneyan

Phir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan

 

Barbaadiyaan tumse hi hain

Aabaadiyaan tumse hi hain

Ab kya galat aur kya sahi

Hmm

Post a Comment

0 Comments